Di seguito il testo della canzone Jadoo , artista - Sajjad Ali con traduzione
Testo originale con traduzione
Sajjad Ali
Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha khoon
Ke laal panno par jab tera naam likha tha
Usi din se tujhay apna bana dalaaa…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
Din se tujhay apna bana dalaaa…

Woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main
Mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main

Yaad rakhna wohi hoon main abhi shayad mujhay tumne nahi jaana…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
Din se tujhay apna bana dalaaa…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere
Jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota

Tumhen kuch bhi nahi hota tumhen lejayega aik din yeh deewana…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
Din se tujhay apna bana dalaaa…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
Mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
Sajjad Ali • 1996
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Canzoni in diverse lingue
Traduzioni di alta qualità in tutte le lingue
Trova i testi che ti servono in pochi secondi