Di seguito il testo della canzone Chingari Koi Bhadke , artista - Kishore Kumar, Anup Jalota con traduzione
Testo originale con traduzione
Kishore Kumar, Anup Jalota
Chingari koi bhadke, to saawan use bujhaye
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun bujhaye?
Patjhad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaye
Jo baag bahar mein ujade, usse kaun khilaye?
Humse mat puchho kaise, mandir tuta sapno ka
Logo ki baat nahi hai, ye kissaa hai apno ka
Koi dushman thes lagaye, to mit jiyaa behlaaye
Man-mit jo ghaav lagaye, use kaun mitaaye?
Na jaane kya ho jaataa, jaane ham kya kar jaate
Peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate
Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye
Madira jo pyaas lagaye, use kaun bujhaye?
Use kaun bujhaye?
Maana tufaan ke aage nahi chalta zor kisi ka
Maujo ka dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka
Majdhaar mein naiyaa dole, to maajhi paar lagaye
Maajhi jo naav duboye, use kaun bachaye?
O use kaun bachaye?
Chingari koi bhadke, per saawan usare bujhaye
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun bujhaye?
Patjhad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaye
Jo baag bahar mein ujade, usse kaun khilaye?
Humse mat puchho kaise, mandir tuta sapno ka
Logo ki baat nahi hai, ye kissaa hai apno ka
Koi dushman thes lagaye, a mit jiyaa behlaaye
Man-mit jo ghaav lagaye, usa kaun mitaaye?
Na jaane kya ho jaataa, jaane prosciutto kya kar jaate
Peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate
Duniya jo pyaasa rakhe, a madira pyaas bujhaye
Madira jo pyaas lagaye, usa kaun bujhaye?
Usa kaun bujhaye?
Maana tufaan ke aage nahi chalta zor kisi ka
Maujo ka dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka
Majdhaar mein naiyaa dole, a maajhi paar lagaye
Maajhi jo naav duboye, usa kaun bachaye?
O usa kaun bachaye?
Canzoni in diverse lingue
Traduzioni di alta qualità in tutte le lingue
Trova i testi che ti servono in pochi secondi