Di seguito il testo della canzone Duniya Ne Teri Duniya Wale , artista - Lata Mangeshkar con traduzione
Testo originale con traduzione
Lata Mangeshkar
Duniya ne teri duniya wale
Sukh chain hamara cheen liya
Pehale to basaayi dil mein khushi
Phir dil ka sahara chheen liya
Duniya ne teri duniya vaale …
Kya kaam hamein ab jeene se
Marne ki duaayen kyon na karen
Toofaan mein kashti aan phansi
Maujon ne kinara cheen liya
Duniya ne teri duniya vaale …
Aye gam ki ghata ja aur kahi
Ab paas hamare kuch bhi nahi
Chamkaya tha jisne kismat ko
Tuney woh sitara cheen liya
Duniya ne teri duniya wale …
Duniya ne teri duniya wale
Sukh catena hamara cheen liya
Pehale a basaayi dil mein khushi
Phir dil ka sahara chheen liya
Duniya ne teri duniya vaale...
Kya kaam hamein ab jeene se
Marne ki duaayen kyon na karen
Toofaan mein kashti aan phansi
Maujon ne kinara cheen liya
Duniya ne teri duniya vaale...
Aye gam ki ghata ja aur kahi
Ab paas hamare kuch bhi nahi
Chamkaya tha jisne kismat ko
Tuney woh sitara cheen liya
Duniya ne teri duniya wale...
Canzoni in diverse lingue
Traduzioni di alta qualità in tutte le lingue
Trova i testi che ti servono in pochi secondi